Pyaar kar kay hum yea aasu hi peeye jaate hain
jindagi dard ban gai isako dava samjkar Peye jaate hain
haasil kuch na hua hum ko teri mohabbat say
jakhm jo milay they is dil ko usako hi siyea jaate hain
Ye mere ashko nay likhi ye wo kahani haijindagi dard ban gai isako dava samjkar Peye jaate hain
haasil kuch na hua hum ko teri mohabbat say
jakhm jo milay they is dil ko usako hi siyea jaate hain
mitkar bhi jo na mit saki ye wo nishani hai
jo kat gai mohabbat kay in dhoko say
dekho yaaro ye wo jindgani hai
Har dard ka ilaaj dava to nahi
de jaye koi dhokha wo pyaar to nahi
aandhiyo mein jo ujad gaye baagh pholo ki
in mein un pholo ki koi khata to nahi