Jindagi saje rahe kato bhari raaho say sada
hothon par tera naam lie hum chalte rahe
mou seay kuch na kaha
ek pal bhi tumney humra haath thama he nahin
ye kaisa mukaddar hai jis mein dard kay siva
humen kuch na mila
hothon par tera naam lie hum chalte rahe
mou seay kuch na kaha
ek pal bhi tumney humra haath thama he nahin
ye kaisa mukaddar hai jis mein dard kay siva
humen kuch na mila
Suni hai jo sab ne prem ke ye kahaani hai
ho saki na jo poori dard ki ye nishaani hai
mil kar bhi hum mil na sake is mohabbat mein
phir bhi main tera deewana hoon too meri deewani
Meree bechaini ko koi jaane ya na jany
hum ko pata hai tum isako pahachanogi
luta aaya hoon sab kuchh main teri mohabbat mein
ye baat to tum manogi
mohbbat thandi aaho ki methi nishaani hai
haath khalei hai aaj mere tumako pata hai
Unkay Andaz Badal Jate Hain ,
Aaine Mein Khud ko dekh kar,
Khud Ko samajhte Hain Katil,
wo hum ko dekh kar, Milte Nahi
Ab woh Hum say Kabhi, Nazre
Chura Jaate Hain,Woh Hamare
Sayae ko dekh kar