Totay huy sapno say ab kya haasel hai
tophano say ghri kasti ka kahaa saahil hai
khilona samajh kar dil ko ghaayal kar diya
kahaa dhoodhy usako hum chupa kahaa is dil
ka jo kaatel hai
Ae mere dil ab sochana kya
badha deye jo kadam pechy dekhna kya
ye jindgi dard ki kahani hai
shayad is mein chupi hai khushi bhi kahi
khushiya na mili humko na sahi
ab usaky barye mein sochna kya
humny bhi jeena seekha hai jamaane
ki thokaro say
ae mere dil ab khushiya mana ley
do pal ki hai khushi aage kya hoga
humko nahi koi khabar